Aisa Koi Zindagi Mein Aaye
Abhijeet
joh zindagi ko zindagi banaye
thode khushiyaan ho thode ansoon ho
aur zara zara pe muskuraye
aisa koi zindagi mein aaye,
joh zindagi ko zindagi banaye
thode khushiyaan ho thode ansoon ho
aur zara zara pe muskuraye
aisa koi zindagi mein aaye,
joh zindagi ko zindagi banaye
dilon jaan se joh mujhpe mare
sirf mujhse mohabbat kare
mere khwabon mein khoya rahe
mere kaandho pe soya rahe
mere liye duniya bhulaye
mere dardo gum bhi uthaye
aisa koi zindagi mein aaye,
joh zindagi ko zindagi banaye
lamha lamha umar baat le
meri tanhayian kaat le
har ghadi bas mera naam le
ladkhadayon joh main thaam le
mere saare sapne sajaye
meri palko mein ghar banaye
aisa koi zindagi mein aaye,
joh zindagi ko zindagi banaye
thode khushiyaan ho thode ansoon ho
aur zara zara pe muskuraye
aisa koi zindagi mein aaye,
joh zindagi ko zindagi banaye
thode khushiyaan ho thode ansoon ho
aur zara zara pe muskuraye
Comentários
Envie dúvidas, explicações e curiosidades sobre a letra
Faça parte dessa comunidade
Tire dúvidas sobre idiomas, interaja com outros fãs de Abhijeet e vá além da letra da música.
Conheça o Letras AcademyConfira nosso guia de uso para deixar comentários.
Enviar para a central de dúvidas?
Dúvidas enviadas podem receber respostas de professores e alunos da plataforma.
Fixe este conteúdo com a aula: