Inicia sesión para activar tu suscripción y eliminar los anuncios

Iniciar sesión
visualizaciones de letras 1.052

Jab Haal-e-dil Tumse Kehne

Alka Yagnik

jab haal-e-dil tumase kahane main milane aati hoon
par dekh tera deevaanaapan main soch mein pad jaati hoon
jab haal-e-dil

dil to deewana hai maine jaana hai
isliye to tumhen dilbar jaana hai
yoon dil ko aaise tarasaana achchhi baat nahi
sachche premi ko tadapaana achchhi baat nahi
main na dekhun jab talak tumko na chain paati hoon
par dekh tera deevwanapan

ye ishq nahi aasaan bas itna samajh leeje
ik aag ka dariya hai aur doob ke jaana hai

ishq vaale kisi aag se na daren
pyaar ki raah mein bhi mar ke bhi vo chalen
chaahe kuch bhi ab ho jaaye tere pyaar mein
hai pyaar bina rakha bhi kya is sansaar mein
tu yaad aaye jis bhi ghadi mujhko main daudi aati hoon
par dekh tera deewanapan

aahen bharne laga ye dil-e-bekaraar
tumse hi zindagi mein ai sanam thi bahaar
tu chain mera tu pyaar mera o jaan-e-jigar
mere pyaar tu ai jaan-e-vafa kyon hai bekhabar
main raat aur din geet bas tere hi gungunaati hoon
par dekh tera deewanapan

Agregar a la playlist Tamaño Cifrado Imprimir Corregir Enviar la traducción

Comentários

Envie dúvidas, explicações e curiosidades sobre a letra

0 / 500

Faça parte  dessa comunidade 

Tire dúvidas sobre idiomas, interaja com outros fãs de Alka Yagnik e vá além da letra da música.

Conheça o Letras Academy

Enviar para a central de dúvidas?

Dúvidas enviadas podem receber respostas de professores e alunos da plataforma.

Fixe este conteúdo com a aula:

0 / 500

Posts relacionados Ver más en el blog


Opções de seleção